Hello, Dosto aaj me aapko bitcoin ke bare me bataoonga ki bitcoin kya hai ? Iska use kaise kare ? Bitcoins kaise earn kare?
Bitcoin क्या है ? What is Bitcoin in Hindi
BitCoin kya hota hai?
Ise darshane ke liye BTC, mBTC, µBTC, Satoshi Etc. use kiya jata hai. Bitcoin ye open source hai ispar kisi ka adikar nahi hai ise har koi use kar sakta hai jaise internet.
Aaj ki tarik me 1 Bitcoin ki kimmat lagbhag India me Rs 67000 ke aas-pas hai.

BitCoin ka kya upyog hai?
Remember that, Bitcoin Purchase or Sell ya fir Send or Receive karne ke liye aapke pass Bitcoin Address hona jaruri hai. So, your next question ye hoga ki - Ab ye Bitcoin Address kya hai?
Ab ye Bitcoin Address kya hai?
Bitcoin Address means jaise apke bank me apka account number hota hai waise hi Bitcoin service provider se apko registration karana padega jo apko Bitcoin Address provide karega. India me aap Unocoin.com ki website par apna account create karke Bitcoin Address prapt kar sakte hai. It's free.
BitCoin kese earn kare?
- Dusara tarika hai aap apni services ya product ko online sell karke usake against aap Bitcoin accept kar sakte ho aur jab usaki price badh jaye tab usako sell karke aap extra money earn kar sakte hai.
- Third option hai Bitcoin Mining- Jisame kuch users Bitcoin ke transaction ko verify karte hai jisake liye unko kuch maths ko solve karna padta hai jisake liye usake pass powerful computer hota hai jisaki madad se wo maths ko solve kar pate hai jisake against unko kuch Bitcoin reward me milte hai jise Bitcoin Mining kehte hai.
- Forth option – Aap online free Bitcoin earning bhi kar sakte hai isake liye bahot sari website available hai jaha par aap kuch work karke free Bitcoin earn kar sakte hai.
bitcoin par puri jankari dene ke liye.. dhanyavad
Welcome sir